Zakir khan is the best standup comedian in india. He is very popularly known as sakht launda among his young audience. Zakir khan's ground to earth and relatable comedy segments makes him the best comedian of india. Zakir khan quotes and zakir khan images are available for free to download and are free to copy and paste
To download and share these zakir khan quotes and zakir khan images on whatsapp, facebook, twitter and more social media platforms, please tap on download this quote button below zakir khan quotes images for sharing purpose
salman bhai dekho one sided lovers ka bhagwaan hai - Zakir Khan
kal ka taj mahal mat batao, aaj ka jhumri taleiya batao kidhar hai - Zakir Khan
tum mujhse pyaar nahi karti koi baat nahi, lekin tum mujhe pyar karne se rok to nahi sakti na - Zakir Khan
aise awkward mat ho ke musalman ke ghar me krishna ke gaane hain, ye maa bete ka rishta hai, ise secular rehne do - Zakir Khan
mujhe meri kismat ke baare me maalum hai - Zakir Khan
apan rehte hai sakhti se, apan aise pighalte nahi hain - Zakir Khan
mazbooti dekh rahe ho launde ki - Zakir Khan
sundar ladki ko "naa" samajh me aata hi nahi hai - Zakir Khan
ye muskaan ki chamkaan kahi aur, theek hai - Zakir Khan
baadal bohot important hain babu - Zakir Khan
aise me bada sakht launda hu,lekin yaha me pighal gaya yaar - Zakir Khan
padh toh lene de behen! - Zakir Khan
hmmm, acchaa, theek hai! - Zakir Khan
mard ko dard nahi hota hoga, lekin thand lagti hai! - Zakir Khan
likh lu, kahi ye upsc ke exam me na aajaaye - Zakir Khan
moment hai bhai, moment hai - Zakir Khan
abhi ki requirement izzat hai, wo milni chahiye wo bhi tatkal prabhaaw se - Zakir Khan
ishq kiya tha, haq se kiya tha. single bhi rahenge toh haq se rahenge - Zakir Khan
maze kisi jagah se thodi aate hain, maze to logon se aate hain - Zakir Khan
jinko pata hai, unko pata hai - Zakir Khan
the wo bhi ek din, bina filter waale - Zakir Khan
ek tarfa pyaar bhi relationship hota hai - Zakir Khan
apne baare me third person me baat karneka maza hi alag hai - Zakir Khan
sachin sabka baap hai theek hai - Zakir Khan
elaichi kon daalta hai biryani me? - Zakir Khan
khushi bulb ki tarah hoti hai, usko tum tak pohochna padega lekin dukh na blackhole ki tarah hota hai, sab kheech leta hai andar - Zakir Khan
sundar ladki aur rota hua ladka best scene hai dekhne ko - Zakir Khan
zaroori thodi hai ki jo patthar tum maaro usse aam tute hi tute, kuch koshishe tayyari keliye bhi hoti hain - Zakir Khan
bhai tumhara warrior hai - Zakir Khan
we are a generation of broken hearts and broken people - Zakir Khan
tum patang nahi ho, panchhi ho. koi dor tumko rok nahi sakti - Zakir Khan
bhai aaya hai, bataake jaayega - Zakir Khan
teri bewafaayi ke angaaro me lipti rahi hai ruh meri, me is taraah aag na hota jis taraah hojaati tu meri - Zakir Khan
wo titli ki tarah aayi aur zindagi ko baag kargayi, mere jitne napaak the iraade unhe bhi paak kargayi - Zakir Khan